New Way To Learn Blogging

2017/08/20


XML Sitemap Kaise Banaye Google Me 



Hello Dosto aaj mai aapko batuga ki kaise aap apni website  ko google search engine me index kar sakte  hai or sitmap kaise

 banate hai apni site ka meri pichli post me maine aapko free blog kaise banaye  batya tha or domin lena or use kaise

 blogger me jodte hai ye bhi bataya tha ab mai aapko bata raha hu apni site ka sitemap kaise banate hai ye bahut hi
 simple hai bus aap meri sari step ko follow kijiye.Ye jo sitemap hota hai wo hamari site ke SEO liye bahut jaruri hota

 hai iske karan hi  aapki site google search engine me dikne lagti hai agar aap ne apna sitemap tho ban liya par google

 webmaster me ise add nahi kiya tho aapki site search engine me show nahi hogi. Aap google search engine me
 adiktam 500 page add kar sakte ho matlab 500 post daal sakte ho. Aapki post ko google search engine me show karvane lagta hai Aapki blog ya website ki traffic ko incrase karta hai 




site map kaise banaye google par iski jankari di gayee hai

  •   isse aap ke Google Adsense account me profit badta hai




  •   Aapka blog ya website puri duniya me famous ho sakta hai.


 Sabse pahele Google site map banaye  site kho open kar lijiye. Open hone ke baad aapko niche dikayi hui image ki tarha


 open hui hogi. Ab isme kya dalna hai ye image me bataya hua hai follow kare. 

sitemap kaise banaye google me

1. apne blog ka url dale jaise www.hindiinfozone.blogspot.com hai.



 2. Always select kare.
 3. ise ayse hi chod de yani Use server’s response par hi tik rahne de



 4. Automatic calculate par tick kare.
 5. sabkuch sahi select karne ke bad Sart button par click kare.



Ab ek new window khulegi. jisme aapke blog ka sitemap url kuch is taraha hoga:-


Https://hindiinfozone.blogspot.com

XML Sitemap Kaise Banaye Google Me
  Lijiye dosto ab aap ka site map ban kar taiyar ho chuka hai lekin iske baad site map ko google webmaster me add

 karna hota hai aur iska kya fayda hai yah mai aap ko apni agli post me bataunga ki kaise aap apne Xml

 sitemap ko bahot easily submit kar sakte hai aur apne post ki traffic aur ranking ko increase kar sakte hai