Hello dosto swagat hai aap ka meri is post me aaj hum aap ko batayenge ki kaise aap apne XML sitemap ko google webmaster tool me add kar sakte hai isme submit karne se google aap ke sabhi post ko aasani se index kar leta hai aur search engine me show karta hai jisse aap ke website ka traffic badh jata hai aur jyada se jyada log aap ke post ko read kar sakte hai yah aap ke SEO ke liye bahot achha sabit hota hai to chaliye hum jante hai ki kaise hum apni website ke sitemap ko submit kar sakte hai
Ab aapk iske dubara generate hui sitemap ko aap ko google me kaise index karna yani ki submit karna hai ye me aapko batat hu
1.Sabse pahele aapko jho sitemap generate hua hai use copy kar le.jaise mera sitemap generate hua hai http://www.hindiinfozone.com/sitemap.xml
2.Iske baad aap google webmaster account par click kare jaisa image me bataya hua hai.
3.Aapke samne ek window open hui hogi use aapko add property par click karna hai. Or apni site ka address dalna hai jaise mene dala tha www.hindiinfozone.com
4.Iske baad
aapki property add ho gai hogi ab ise par click kar de click karne ke baad ek window
open hog image dekhe
1. Apne Dashboard par jaye
2.Image me jaisa dikaya hai aap Crawl option par click kare
3. phr isme sitemap par click kar de.
4. Ab aap corner me Add/Test Sitemap par click kare
5.or yaha aap pic me bataye anusar jo aapne copy kiya hai bo sitemap daal de.
Note :- yaha aapka address pahele se hi hai tho aap sirf sitemap.xml daal de
6.or submit par click kar de.
To dosto Aapka sitemap dal gya hai ab aapki site 24-48 hour me google search engne par dikne lagegi. Aapko agar koi is post se related paresaani ho tho aap niche comment box me likh sakte hai.