Blog me post kaise likhe
ye new bloggers ke liye
thoda muskil
hota hai par thodi si knowledge ke baad
aap blog me bahot ache se
post likhna
sikh jayenge iske liye aap ko thodi
mehnat jarur karni padegi kyonki
mehnat ke bina koi bhi success nahi
milta hai ye baat sabhi jante hai to aaiye
hum jante hai ki blog kaise likhte hai
sabse pehle aap ko apne blog ke dashboard par
jakar new post pe click karna hai
ab aap ke samne jo next screen hai
yaha par
aap ko apna blog likhna hai
aur publish karna hai to chaliye iske
bare me hum
step by step jante hai
No.1- yaha par aap ko apne blog ka title likhna
hai ki aap ka blog kis topic me hai
No.2- yaha se aap apne post ko edit kar sakte hai
Exp. Text ki size, font color, font style , link, picture add karna etc.
No.3- ab aap ko yaha par apna post apna article likhna
hai dhyan rahe ki article aur post kisi ki copy na ho agar aap khud se write
karenge to ye aap ke liye profit ho sakta hai.
Ab next aap ne article likh liya hoga to chaliye
ab jante hai ki isme aap ko aur kya karna hai jaise ki maine image me red color
se square kiya hua hai to inka use kya hai
ye aap ke article aur post ke liye SEO ka kaam karta hai
1.label – yaha
par aap ko apne post me label dena hoga ki aap ki post kis subject me Ex. Facebook,
whatsaap, blog, etc.
2.schedule -yaha
par aap apne post ki date aur month edit kar sakte hai
3.permalink –yaha se aap apne post ki URL
matalab ki address edit kar sakte ho , post ki link apne aap ban jati hai agar
aap chahe to isse edit kar ke dusri URL / address de sakte hai
4.Location –
yaha se aap apni location de sakte hai kis country se kaun si city se post
publish kar rahe ho
5. publish – bus
ab aap apne post article ko publish button par click kar ke post kar dijiye.
No comments:
Post a Comment
Hope You Like Our Post Comment Here