Hello Dosto aaj main aapko bataunga website or blog kaise banate hai.
(Free blog kaise banaye how to make a free blog)Dosto agar aap chahte ho ki hum apna khud ka website or blog
banaye, jiski madad se hum apni baaton ko puri duniya se share kar
sake ya aapke maan mein vichar aa rahe hai ki online business start karne
ke liye to bhi hum apne website or
blog banakar apna online business start kar sakte hai.
To dosto aaj mai aap ko batunga ki free blog kaise banate hai aur usse kaise
achhi income earn kar sakte ho
Dosto koi bhi website or blog banane
se pahle main aap ko declare kar dena Chahta hun ki aaj ke tutorial class
se pahle main aap ko declare kar dena Chahta hun ki aaj ke tutorial class
mein hum aapko www.blogger.com par kaise blog banate hai wo hum aaj
aapko batayenge. Kyunki dosto
blogger.com jo hai ye ek Google ki hi di
hui service hai jo bilkul free hai. Iski madad se main bataunga ki kaise blog
or website ko create karte hai.
hui service hai jo bilkul free hai. Iski madad se main bataunga ki kaise blog
or website ko create karte hai.
Website (Blog) Banane Ke Liye Hamein Kin-Kin Chijo Ki Zaroorat Padhi Hai
Dosto; Kisi bhi website or blog create
karne ke liye humein teen cheejo ki
zaroorat padti hai. Wo teen cheez hai-
1.Aapke Paas Gmail Account Honi Chahiye
zaroorat padti hai. Wo teen cheez hai-
1.Aapke Paas Gmail Account Honi Chahiye
2.Aapke Pass Computer or Laptop Honi Chahiye
3.Aapke Pass Internet connection Honi Chahiye
Website (Blog) kaise banate Hai Step-by-Step
Website or Blog ko kaise banate hai
wo main aapko step-by-step bataunga, aap sirf Dhyan se mere diye gaye instruction ko follow kare:
Step 1:
Aap web address mein jakar www.blogger.com type kare, uske baad
dekhenge ki ek page open hoga jo
dekhenge ki ek page open hoga jo
kahega ki agar aapke paas pahle se
Google Account (gmail ka Email ID) ho
to aap Google Account se login kar ke
Google Account (gmail ka Email ID) ho
to aap Google Account se login kar ke
aap apna blog ke page mein entry kar
sakte hai. Ya agar aapke paas Google Account nahi hai to iske liye pahle aap
sakte hai. Ya agar aapke paas Google Account nahi hai to iske liye pahle aap
apne Google account (gmail ka Email ID) bana le, uske baad login karke
blogger page pe jaye
Step 2:
Blog Page pe entry karte hi aapko ek New Blog ki button ka option najar aayega. Aap create New Blog ke button par click kare
Step 3:New Blog ke button par click karte hi ek naya page open hoga. Ess
page par sabse pahle aapko apne blog ka title dena rahta hai, wo title dijiye.
Uske baad Address mein – aap apne
blog ka Url kya rakhne chahte hai wo
type kariye. Blog ka Url dalne ke baad aap koi sa bhi ek template choose kar
sakte hai, template choose karne ke baad aap Create Blog ki button par click kar sakte hai.
No comments:
Post a Comment
Hope You Like Our Post Comment Here