youtube ki jankari kaise kare income
Hello dosto agar aap youtube se paise kamana
chahte hai to ye koi badi baat nahi hai aap bahot easily yaha se paise kama
sakte hai bas iske liye aap ke pass kuch chizo ka hona very important hai jaise ki
1. computer, 2. Internet connection, 3. Smart phone
, and creativity
You tube pe video kaise upload kare
1
, dosto sab se
pahle aap ko iske liye ek Gmail acoount hona jaruri hai agar aap ke pass pahle
se gmail account hai to aap ussi se youtube pe login kare
2. login karne ke baad aap ko right side pe
setting ka icon dikhega uspe click kar
ke aap apna youtube setting kar le
. 3up side right side me upload ka button hoga
use click karte hi aap ke samne create you tube channel ka option ayega ab aap
apne name ya jiss name se channel create karna chahte hai apna channel bana le
4. ab aap ka ka channel create ho chukka hai yaha
aap apni man pasand
video upload kar sakte hai jo bhi video aap ne banaya hai ya kahi aur se liya
ho
ab yaha par aap ko apne video ka title , aur description bhi dena hoga agar
aap chahe to alag video ke hisab se aap alag
alag playlist bana sakte hai ,
yaha par aap translation and
advanced setting me ja kar apne hisab se setting change
kar sakte hai ab
aap ka video upload ho kar publish ho jayega jisse puri duniya dekh sakegi
5. ab aap
aise hi achhi achhi video bana kar youtube pe upload kare aur
logo ko apni
video ki madad se help kare apne video ko aap achha aur
professional look den
eke liye aap kisi ache video editor ka use bhi kar sakte hai
Youtube se money kaise earn kare
1. youtube se
paise kamane k liye aap ko ache ache video apne channel pe upload karna hoga
uske baad apne subscribers increase
karna hoga
2. ab aap ko youtube ke setting me jakar
Monetization ko Enable karna hoga yaha aap ko apne google adsence
accounr ko
link karna hoga don’t worry agar aap ke pass google adsense account nahi hai to
aap isse bana sakte hai uske baad apply kare
Youtube se paise kamane ke second option
1. fan funding – apne fans aur subscribers se aap
request kar sakte hai ki wo aap ko kuch fund kare taki aap unke liye kuch achha
video bana kar upload kar sake
2. brands ke sath work kare yes yaha kai aise
badi company hai jo professional aur good
youtube channel ke sath saam karna chahti hai to unke sath agreement
kare
3. crowdfundings – crowd ke jariye money ekatta
kareaap kai tarike se youtube ke liye video bana
sakte hai
aise bahot sare website hai
aur software hai hai jinki madad se aap bahot asani se youtube ke liye achha
video bana sakte hai bahot sare log apne smart
phone ya camcorder ki help se
video bana kar video editing software ki
help se edite kar ke upload karte hai jisse video ek dum professional lagte hai
Youtube ke liye video kaise banaye
1. Smartphone ji
han dosto agar aap ke pass smart phone hai to aap issi se ek achha video bana
kar HD quality ke video upload kar sakte hai
2. jab aap youtube me success ho jaye to ek achha
cam corder le kar video shoot kar banaye
3. screen recorder aise kais are software aur
android aur iphone apps hai jinki madad se aap apne computer laptop ya smart
phone me ho rahi gati vidhiyo ko asani se record kar sakte hai
4.video editing – aise kais are software hai hai
jisse aap apne video ko edite kar ke achha aur professional bana sakte hai
5. background music aap apne video ko aur achha
banana ke liye background
music ka use kar sakte hai aise kais are music
youtube par aap ko mil jayega
lekin dhyan de kisi ki copyright music ka use na
kareAsha hai
ki aap samjh gaye honge ki youtube ke liye video kaise banaye
No comments:
Post a Comment
Hope You Like Our Post Comment Here