New Way To Learn Blogging

2017/08/04

 Worldpress Install ke Baad kare Ye Importent Setting


Wordpress Install Karne Ke Baad kare Ye Settings
Doto Kya Aapne New WordPress Blog Start Kiya hai? 

Agar Han to Aapke liye ye post Bahut hi Important hai. Kyuki Is post me 

main apko  Important Settings ke baare me bata raha hu jo har 

wordpress user ko wordpress installation ke baad karni chahiye. 

Bahut se new blogger aise hote hain jo ye settings nahi karte hain mai aaj aap ko bataunga ki kaise

WordPress Install karne ke baad hone wali Important settings ke baare me batunga. Jo har Blogger ko wordpress 

blog install karne ke baad First time karne ki jarurat hoti hai. To chaliye jante hain kon si hain ye sttings.

1. Sabse pahle Default Posts Aur Pages Ko delete kar de 

Wordpress Install Karne Ke Baad kare Ye Settings

Default posts aur pages delete karne ke liye WordPress Dashboard par login 

kare Aur Posts>>All Posts jaye aur default posts Jaise “Hello world” ko 

delete kare aur isi tarah Pages>>All Pages se “Sample page” ko delete kar dijiye 

 2. WordPress Ko Custom Permalink Set kariye 

 
WordPress me Default permalinks kuch is tarah hota hai 

http://yourdomain.com/?p=123 . Is permalink me problem ye hoti hai ki 

ye SEO friendly nahi hota hai. To isliye Isey Search Engine Banane ke liye 

default permalink ko change karna hi uchit hai.
worldpress install karne ke baad setting

Permalink change karne ke liye Settings>>Permalinks par jaye aur 

Post Name wale option ko choose kare aur settings ko save kar dijiye

3. Apna Time Zone Set Kariye 


worldpress Install karne ke baad setting

 Time zone set karna bahut importent  hai kyuki  new post Schedule time 

zone ke hisab se hi chalega. Aur post usi time se published hongi. Aur Yahan 

se Aap Apne Blog ka naam aur Blog ka Description change kar sakte hain jo 

Aapne WordPress Blog Install karte time dala tha.


 4. Ab User Registration ko disable kar de


Wordpress Install Karne Ke Baad kare Ye Settings

 User Registration ko disable karne ke liye Settings>>Membership par jaye Aur New registration disable kar de.

5. WordPress Discussion/Comments Settings

Wordpress Install Karne Ke Baad kare Ye Settings

 Ye settings bhi wordspress blog First time install karne ke baad jaruri hain 

Discussion/ comments settings karne ke liye Screenshot ko follow kariye

 6. Add Ping list URL



Wordpress Install Karne Ke Baad kare Ye Settings

Default WordPress ping list me only ek hi service URL hota hai lakin hum iske 

alawa bhi bahut se ping service add kar sakte hain.

Dosto Ab aap ne Worldpres ki Impotent Setting ko pura kar liya hai 

ummid hai ki ye article aap ko jarur pasand aya hoga 

No comments:

Post a Comment

Hope You Like Our Post Comment Here